Sunday, July 19, 2009

Urdu ashiar beginning with U's Alif+Seen

Ujaley apni aankhon ke hamarey saath rehno do
Na janey kis gali mein zindgi ki shaam ho jai
Usey guma tha chaha usey zamane ne
Aziz sab ko tha lekin zarooton ki tarah

Us shakhs ko bicharnay ka saliqa bhi nahi Faraz
jaatay huay apnay aap ko meray paas chhor gia

Usay kehna palkon pen a tankay khawb ki jhalar
Samandar ke kinaray ghar bana kar kuch nahin milta

Usney bheja hai mujhey meri mohabbat ka khiraaj
Jabaja khat mein sitarey se nazar aatay hein

sheikhmsarwar@gmail.com

No comments: